Saturday, February 1, 2014

Dard nakilta aakho sai hai

Dard kasai bayan karu
Dil Mai hota hai aur
Nikalta aakho sai hai. 
Dekh kar tujeh na janai kyu
Phirsai jenai ka je karta hai. 
Sasai na bachi
Bas kuch ratai hi bachi
Na janai kab dhal jayagi
Yeh sham ei ajnabi. 
Na bacha aab kuch
Khatam ho gaya sab kuch 
Je kai bhi aab kya faida
Jab raha na koi sukh
Bas dai raha hu tujko aur dukh. 
Bas itni guzarish hai tumse
Janai do mujeh hastai hastai
Na dekhai koi aasu merai
Kyoki yeh har kisi Kai liyai nahi nikaltai. 
Dil ka dard nikalta aakho sai hai
Baya kasai karu
Dard dil Mai hota hai 
Par nikalta aakho sai hai. 

No comments:

Post a Comment

Thank You for taking out time to comment on this post.