Tuesday, September 13, 2016

Aapno Ki Ruswai

Jindagi iss mor par lai aayi hai,
Dard marnai aur jenai dono mai hai.
Sath raha nahi jata,
Aur judai sahi nahi jati hai.

Aakho sai aasu nikaltai nahi,
Suuk kar sab katam hai.
Dard dikhana toh chahta hu,
Par kandhai kaam hai.

Jindagi aab kya karu mai,
Jinpai kiya tha aapnai sai jyada bharosa,
Unhi aapno Nai mujko ruswa kiya.

Aab toh na wafa ki chahat hai aur na hi pyaar ki.
Martai ko tinkai ka Sahara chaiyai,
Meraiko marnai kai bad kandha bhi nahi chaiyai.
Jaha maru wahi jala dena.