Monday, July 8, 2019

Maafi

tumko naraz karkai
dukh hamko hua
aasu pochnai ki thi tammana
par nah toh poch pai aapkai aur na rokh pai aapnai.
maaf karo na karo hamko
dil mai gila maat rakhna
koshish ki thi hamnai
dhagai mai moti peronai ki
malum na tha
titli ko haat mai rakhnai sai
jati hai mar woh
kassh kaat diyai hotai haat hamnai
titli ko dekhnai sai pehlai.

No comments:

Post a Comment

Thank You for taking out time to comment on this post.