Bahao Mai jahan ko bharnai , Chand ko chunai aur Pankh laga kar urnai ka tha sapna uska.
Logo mai iman baranai aur khuda ko jamin par utarnai ka tha sapna uska.
Duua sai kadam rakhna aur dil sai koshish karnai ka tha hisab uska.
Rozana chand ko dekh kar muskurana aur fir karwath badal kar so jana,
Sochtai sochtai ki kal hoga jahan aapna.
Aaj thora reh gaya kal karaingai hisab aapna.
Khuda ko pasand aaya iman uska
Bola bahut umda hai Tarika terai hisab ka.
Aab aaja kar dai jara iss jindagi ki kitab ka hisab khatam istarah,
Ki aant kardu Mai is jahan ka aur so jau istarah.
Dukhi hokar socha usnai ki
Jaam ka gilas mila magar tha na jaam umda.
Aab kya karu wafa sai jo paya na manga tha istarah.
Bash Bahao Mai jahan ko bharnai , Chand ko chunai aur Pankh laga kar urnai ka tha sapna uska.
No comments:
Post a Comment
Thank You for taking out time to comment on this post.