Dard kasai baya Karu
Joh likh na saku woh mehsus karu
Jaltai chirag kai bhujnai ka intezaar mai karu.
iis dil mai Jagah toh bahut thi
Par joh raha hai ismai
Woh likh na saku bas mehsus karu.
Jaltai chirag kai bhujnai ka
Intezaar Mai karu.
Kehtai toh hai log
Ki ismai bhi maza aapna hai
Par aab seh na saku
Jaltai chirag kai bhujnai ka
Intezaar Mai karu.
Mitti Mai mil jaunga ek din
Reh jaygi toh bas yaadai meri
Aagar has diyai aap toh
Kushnesbhi hogi meri.
Jaltai chirag kai bhujnai ka
Intezaar Mai karu.
Dard hi basa hai
Dard hi bacha hai
Jaltai chirag kai bhujnai ka
Intezaar Mai karu.
Jaltai chirag kai bhujnai ka
Intezaar Mai karu.
Sunday, April 21, 2013
Friday, April 12, 2013
Silence a better communicator
As words are falling short
Let the silence speak
Lets it say
What needs to be said.
Something's are better not spoken
But are they being felt
Is what matters
And not what is said.
I can say a thousand words
But what silence can say
Is beyond calculations.
Leave it to the heart
Don't use your brain
Cause if you try hard
You might get a migraine.
Let the silence speak
Lets it say
What needs to be said.
Something's are better not spoken
But are they being felt
Is what matters
And not what is said.
I can say a thousand words
But what silence can say
Is beyond calculations.
Leave it to the heart
Don't use your brain
Cause if you try hard
You might get a migraine.
Tanhai jindagi ki
Mai likhna toh chahta Hu
Par likh nahi pata Hu
Kasai batau aapko
Mai khud sai naraz hokar
Kudh ko manata Hu.
Aakalai mai aapnai aapko
Aakalai Mai aapnai aapko
Jab Mai pata Hu
Yeh aasu rok na pata Hu
Tanhai nai gher liya hai mujko
Aapni saaso ko Mai sun sakta hu
Andherai Mai rehta Hu
bahar nahi aana chahta Hu.
Mai likhna toh chahta Hu
Par likh nahi pata Hu
Kasai batau aapko
Mai khud sai naraz hokar
Kudh ko manata Hu.
Na aana marai ghar ai duniya walo
Is Tanhai ko Mai aapni
Is tanhai ko Mai aapni
Sath lekar marna chahta Hu.
Par likh nahi pata Hu
Kasai batau aapko
Mai khud sai naraz hokar
Kudh ko manata Hu.
Aakalai mai aapnai aapko
Aakalai Mai aapnai aapko
Jab Mai pata Hu
Yeh aasu rok na pata Hu
Tanhai nai gher liya hai mujko
Aapni saaso ko Mai sun sakta hu
Andherai Mai rehta Hu
bahar nahi aana chahta Hu.
Mai likhna toh chahta Hu
Par likh nahi pata Hu
Kasai batau aapko
Mai khud sai naraz hokar
Kudh ko manata Hu.
Na aana marai ghar ai duniya walo
Is Tanhai ko Mai aapni
Is tanhai ko Mai aapni
Sath lekar marna chahta Hu.
Subscribe to:
Posts (Atom)