Sunday, April 10, 2016

Wafa

wafa karni toh chahi hamnai
par Kar na Sakai,
tutai hua dil ko jornai ki thi tammana,
par jor na sakai,
pyaar toh kartai hai bahut,
but izhaar Kar na Sakai.

hamai malum na tha,
aap chahti ho kisi aur ko,
hamai malum na tha,
aap chahti ho kisi aur ko
malum hota toh hastai hua
safaid kaleen ko haam aapnai khun sai laal Kar datia.

wafa karni toh chahi hamnai
par Kar na Sakai,
tutai hua dil ko jornai ki thi tammana,
par jor na sakai,
pyaar toh kartai hai bahut,
but izhaar Kar na Sakai.

aab kya mangai dua mai,
joh cha tha woh mil na saka,
aab toh rotai hua bhi bass dua yeh karai,
kush raho aap aur Saray dukh hamai milai.
jiti roho aap aur haam rozh martai rahai.

wafa karni toh chahi hamnai
par Kar na Sakai,
tutai hua dil ko jornai ki thi tammana,
par jor na sakai,
pyaar toh kartai hai bahut,
but izhaar Kar na Sakai.

No comments:

Post a Comment

Thank You for taking out time to comment on this post.